Delhi me Bus aur Metro Rail shuru karne ki ho rahi tayari
Dehli ke wazeer sehat Satyendar jain nay kaha hai ke “hum nay markaz ko aik tajweez bheji hai. ziyada tar logaon ne awaami maqamat par mask pahann ne aur samaji faasla banaye rakhnay ka mahswara diya hai. unhon ne mashwara diya hai ke samaji faasla banaye rakhnay ke liye basaun aur metro rail ki aamad o Raft mehdood tadaad mein shuru ki ja sakti hai. “